Thursday, May 5, 2011

dard

ratayn kitne sard pare hai,
Seher der seher dehsetgard pare hai,

Aapne aapne se bahar niklo sadkon per v derd pari hai.

Tuesday, April 26, 2011

dukh

bahut kar le humny dukh bhari jeevan ki bat
itna ki
is dharti par janm lena v
lagne laga hai
DUKH.